Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah


Bismilahirrahmanirrahim


Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah



Anas radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Chaar (4) Umra kiye aur tamam umre Dhul Qaida ke mahine mein kiye siwaye us Umre ke jo Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Hajj ke saath kiya
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah
1. Hudaibiya ka Umra bhi Aap ﷺ Dhul Qaida ke mahine mein kiya

2. Phir dusre saal mein Aap ﷺ ne Dhul Qaida mein umra kiya aur

3. Ek umra Jirana se Aap ﷺ ne kiya tha jaha Gazwe Hunain ki ganimat Aap ﷺ ne taqseem ki thi ye bhi Dhul Qaida mein kiya tha

4. Aur ek umra Hajj ke sath kiya ( jo Dhul hajj mein kiya tha)

Saih Bukhari, Jild 5, 4148


Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni sari Zindagi mein sirf ek baar Hajj kiya tha

Sahih Bukhari 1778

--------
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah
رسول اللہ ﷺ نے چار عمرے کئے اور سوا اس عمرے کے جو آپ ﷺ نے حج کے ساتھ کیا تمام عمرے ذیقعدہ ( کے مہینے ) میں کئے۔

حدیبیہ کا عمرہ بھی آپ ﷺ ذی قعدہ ( کے مہینے ) میں کرنے تشریف لے گئے

پھر دوسرے سال آپ ﷺ نے ذی قعدہ میں عمرہ کیا

اور ایک عمرہ جعرانہ سے آپ ﷺ نے کیا تھا جہاں غزوہ حنین کی غنیمت آپ ﷺ نے تقسیم کی تھی۔ یہ بھی ذی قعدہ میں کیا تھا

اور ایک عمرہ حج کے ساتھ کیا ( جو ذی الحجہ میں کیا تھا ) ۔

صحیح بخاری جلد ٥، ٤١٤٨




رسول اللہ ﷺ نے اپنی سری زندگی میں صرف ایک حج کیا تھا

صحیح بخاری ١٧٧٨


Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah
अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने चार (4) उमरा किए और तमाम उमरे ज़ुल क़ायदा के महीने में किए सिवाए उस उमरे के जो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने हज्ज के साथ किया

1. हुदेबिया का उमरा भी आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ज़ुल क़ायदा के महीने में किया

2. फिर दूसरे साल में आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने ज़ुल क़ायदा में उमरा किया और

3. एक उमरा जिअराना से आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने किया था जहाँ गजवा ए हुनैन की गनीमत आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने तक़सीम की थी ये भी ज़ुल क़ायदा में किया था

4. और एक उमरा हज्ज के साथ किया ( जो ज़ुल हज्ज में किया था)

सही बुखारी, जिल्द 5, 4148




रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने अपनी सारी ज़िन्दगी में सिर्फ एक बार हज किया था - सही बुखारी, 1778

-------

Narrated Anas Radi Allahu Anhu RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam performed four Umras, all in the month of Dhul-Qa'da, except the one which he performed with his Hajj (i.e. in Dhul-Hijja).
 
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ka hajj aur umrah
1. He ﷺ performed one Umra from Al-Hudaibiya in Dhul- Qa'da,

2. another Umra in the following year in Dhul Qa'da

3. A third from Al-Jirana where he ﷺ distributed the war booty of Hunain, in Dhul Qa'da,

4. And the fourth Umra he ﷺ performed was with his Hajj.

Sahih Bukhari, Book 59, 469




Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam performed only one Hajj in his whole life.

Sahih Bukhari, Book 27, Hadith 6


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.