Roza aur Quran

Bismillahirrahmanirrahim


Mafhum e Hadith: Roza aur Quran Bande ke liye Sifarish karenge aur unki Sifarish Qubul ki jayegi

Roza aur Quran
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hain Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye Roza aur Quran Bande ke liye Sifarish karenge, Roza arz karega Ya RABB maine din ke Waqt khaane peene aur khuwaishat se isey roka iss ke mutaliq meri Sifarish Qubul farma aur Quran arz karega meine isey Raat ke Waqt sone se roke rakha, iss ke mutaliq meri Sifarish Qubul farma un dono ki Sifarish Qubul ki jayegi

Musnad Ahmad-8324-Sahih

Roza aur Quran





Roza aur Quran
عبداللہ بن عمرو ؓ سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ روزہ اور قرآن بندے کے لیے سفارش کریں گے ، روزہ عرض کرے گا ، رب جی ! میں نے دن کے وقت کھانے پینے اور خواہشات سے اسے روک رکھا ، اس کے متعلق میری سفارش قبول فرما اور قرآن عرض کرے گا : میں نے اسے رات کے وقت سونے سے روکے رکھا ، اس کے متعلق میری سفارش قبول فرما ، ان دونوں کی سفارش قبول کی جائے گی

مسند احمد ٨٣٢٤ - صحیح

----
Roza aur Quran
✦ रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया रोज़ा और क़ुरान बन्दे के लिए सिफारिश करेंगे रोज़ा अर्ज़ करेगा या रब मैंने दिन के वक़्त खाने पीने और ख्वाहिशात से इसे रोका इस के मुतालिक मेरी सिफारिश क़ुबूल फरमा और क़ुरान अर्ज़ करेगा मैंने इस रात के वक़्त सोने से रोके रखा इस के मुतालिक मेरी सिफारिश क़ुबूल फरमा उन दोनों की सिफारिश क़ुबूल की जाएगी

मसनद अहमद , 8324 - Sahih


Roza aur Quran
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Fasting and the Quran will intercede for the slave on the Day of Judgement. Fasting will say, O My Lord I prevented him from food and desires, so accept my intercession for him.’ And the Qur’an will say, I prevented him from sleep during the night, so accept my intercession for him. thus they will intercede.

Musnad Ahmad-8324-Sahih

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.