Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge

✦ Sahal bin Sad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jannat mein ek darwaza hai jisey Ar-Raiyan kahtey hain Qayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge unkey siwa aur koi usmein se dakhil nahi hoga, pukara jayega ki rozedar kaha hain ? wo khadey ho jayenge, unkey siwa us sey aur koi andar nahi jane payega aur jab ye log andar chaley jayengey to ye darwaza band kar diya jayega phir us se koi andar nahi ja sakega

Sahih Bukhari, Vol 3, 1896



Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge

Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge

سہل بن سعد ساعدی رضی اللہ عنہ نے کہرسول کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جنت کا ایک دروازہ ہے جسے ریان کہتے ہیں قیامت کے دن اس دروازہ سے صرف روزہ دار ہی جنت میں داخل ہوں گے ، ان کے سوا اور کوئی اس میں سے نہیں داخل ہو گا ، پکارا جائے گا کہ روزہ دار کہاں ہے ؟ وہ کھڑے ہو جائیں گے ان کے سوا اس سے اور کوئی نہیں اندر جانے پائے گا اور جب یہ لوگ اندر چلے جائیں گے تو یہ دروازہ بند کر دیا جائے گا پھر اس سے کوئی اندر نہ جا سکے گا

صحیح بخاری ، جلد 3 ، 1896


Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge

✦ सहाल बिन साद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जन्नत में एक दरवाज़ा है जिसे अर-रेयान कहते हैं क़यामत के दिन उस दरवाज़े से सिर्फ़ रोज़ेदार ही जन्नत में दाखिल होंगे उनके सिवा और कोई उसमें से दाखिल नही होगा, पुकारा जाएगा की रोज़ेदर कहा हैं ? वो खड़े हो जाएँगे, उनके सिवा उस से और कोई अंदर नही जाने पाएगा और जब ये लोग अंदर चले जाएँगे तो ये दरवाज़ा बंद कर दिया जाएगा फिर उस से कोई अंदर नही जा सकेगा

सही बुखारी , जिल्द 3, 1896

Qayamat ke din us darwaze se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge

✦ Narrated Sahl bin sad Radi Allahu Anhu :The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There is a gate in Paradise called Ar-Raiyan, and those who observe fasts will enter through it on the Day of Resurrection and none except them will enter through it. It will be said, 'Where are those who used to observe fasts?' They will get up, and none except them will enter through it. After their entry the gate will be closed and nobody will enter through it."

Sahih Bukhari, Book 31, Number 120

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.