Dozakh main ziyadatar Aurtein aisa Q ?



Dozakh main ziyadatar Aurtein aisa Q ?


Rasool-Allah Sallallahu Alahih wasallam ne farmaya Mujhe Dozakh dikhlayee gayee to usmein ziyadatar aurtein thi Jo kufr karti hain pucha Gaya ki Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam kya wo Allah ke saath kufr karti hain? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Shohar (Husband) ki nashukri karti hain, agar tum umar bhar unmein se Kisi ke saath ehsaan karte raho phir tumhari taraf se kabhi koi inke khayal mein nagawari (napasand) ki baat ho jaye to kahegi ki maine kabhi bhi tujhse koi bhalaii nahi dekhi.

Sahih Bukhari-29


Dozakh main ziyadatar Aurtein aisa Q ?




Dozakh main ziyadatar Aurtein aisa Q ?
صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا مجھے دوزخ دکھلائی گئی تو اس میں زیادہ تر عورتیں تھیں جو کفر کرتی ہیں ۔ کہا گیا حضور کیا وہ اللہ کے ساتھ کفر کرتی ہیں ؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ خاوند کی ناشکری کرتی ہیں ۔ اور احسان کی ناشکری کرتی ہیں ۔ اگر تم عمر بھر ان میں سے کسی کے ساتھ احسان کرتے رہو ۔ پھر تمہاری طرف سے کبھی کوئی ان کے خیال میں ناگواری کی بات ہو جائے تو فوراً کہہ اٹھے گی کہ میں نے کبھی بھی تجھ سے کوئی بھلائی نہیں دیکھی ۔

صحیح بخاری ، ٢٩

----
Dozakh main ziyadatar Aurtein aisa Q ?
रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया मुझे दोज़ख़ दिखलाई गयी तो उसमें ज़्यादातर औरतें थी जो कुफ्र करती हैं पूछा गया की आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम क्या वो अल्लाह के साथ कुफ्र करती हैं? आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की वो शोहर की नशुकरी करती हैं, अगर तुम उमर भर उनमें से किसी के साथ एहसान करते रहो फिर तुम्हारी तरफ से कभी कोई इनके ख़याल में नापसंदकी बात हो जाए तो कहेगी की मैने कभी भी तुझसे कोई भलाइ ही नही देखी

सही बुखारी - 29

----
Dozakh main ziyadatar Aurtein aisa Q ?
Rasool-Allah Sallallahu Alahih wasallam said: I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful. It was asked, Do they disbelieve in Allah ? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam replied, They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good

(benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good

from you.

Sahih Bukhari-29

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.