Kya koi Musalman bimar hota hai to bhi usko us amal ka sawab milta rahta hai?

Bismillahirrahmanirraheem

Kya koi Musalman bimar hota hai to bhi usko us amal ka sawab milta rahta hai?

Jab koi Musalman beemar hota hai to bhi usko us amal ka sawab milta rahta hai jo wo sehat ke waqt kiya karta tha


RasoolAllah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jab Musalman banda beemar Hota hai to Allah Subhanahu Iske (Amal ke liye Farishte se) kahta hai, Jab tak mein ise tandurust na kar doon Iske liye sehat mandi ki Halat mein iske Afzal Amal ke mutabiq amal likhte jao


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جب مسلمان بندہ بیمار ہوتا ہے تو اللہ تعالیٰ اس کے (عمل كے لئے فرشتہ سے )كہتا ہے:جب تك میں اسے تندرست نہ كردوں اس كے لئے صحتمندی کی حالت میں اس کے افضل عمل کے مطابق عمل لکھتے جاؤ

سلسلہ صحیحہ ٢٢٨٣

Kya koi Musalman bimar hota hai to bhi usko us amal ka sawab milta rahta hai?
रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब मुसलमान बंदा बीमार होता है तो अल्लाह सुबहानहु उसके (अमल के लिए फ़रिश्ते से) कहता है की जब तक मैं इसको तंदुरस्त न कर दूँ इसके लिए सेहतमंदी की हालत में उसके अफज़ल अमल के मुताबिक़ अमल लिखते जाओ

अल सिलसिला सहीहा - 2283

Kya koi Musalman bimar hota hai to bhi usko us amal ka sawab milta rahta hai?
Rasool-Allah sallallahu Aaihi wasallam saidWhen a believer Slava got sick , Allah Subhanahu says (to an Angel for his deeds ), Keep writing his good deeds which he used to do while he was healthy , untill I grant him health again

Al Silsila Sahiha 2283


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.