Sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada afzal Azkar



Bismillahirrahmanirraheem


Sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada afzal Azkar

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis Shaks ko raat ki ibadat (yani Tahajud ki namaz) mushkil ho aur wo maal ke kharch karne mein bakhil ho ya

dushman se qital karne mein buzdil ho usay cahahaye ke SubhanAllahi wa bihamdehibahut zyada se zyada padha karen kyunki ye kalmat Allah Subhanahu ke nazdik

sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada mehboob aur pasandeeda hain
Sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada afzal Azkar
Sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada afzal Azkar
رسول اللہ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا جو شخص رات کی (عبادت کی) مشقت جھیلنے سے ڈرتا ہو اور مال کے خرچ کرنے میں بخیل ہو اور دُشمن سے قتال کرنے میں بُزدل ہو اُسے

چاہیئے کہ”سُبْحَانَ اللهِ وَبِحَمْدِهِ“کثرت سے پڑھا کرے اِس لئے کہ یہ کلمات اللہ تعالیٰ کے نزدیک سونے اور چاندی کے پہاڑ خرچ کرنے سے بھی زیادہ محبوب اور پسندیدہ ہیں

الطبرانى (8/194 رقم 7795 - صحیح

صحيح الترغيب والترهيب ، 1541

--------
Sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada afzal Azkar
✦ : रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जिस शख्स को रात की इबादत (यानि तहज्जुद की नमाज़) मुश्किल हो और वो माल के खर्च करने में बखील हो या दुश्मन से क़िताल (जिहाद) करने में

बुजदिल हो तो उसको चाहिए की सुबहानअल्लाहि वा बिहाम्दिही ज़्यादा से ज़्यादा पढ़ा करे क्यूंकि ये कलिमात अल्लाह सुभानाहू के नज़दीक सोने और चंडी के पहाड़ खर्च करने से भी ज़्यादा महबूब और पसंदीदा है

तबरानी अल-कबीर -7795 - सही

सहि अल तरगीब वा तरहीब - 1541 सही

--------
Sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada afzal Azkar
✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: the One who is unable to pray during the night or if he is too miser to spend money or if he is too coward to take part

in Jihad, then he should recite “SubhanAllahi Wa Bihamdihi” frequently , because this azkar is more valuable to Allah, then spending in his path, a mountain of gold and

silver

--------

Tabrani Al-Kabeer -7795 - Sahih

Sahih Al Targeeb wa tarheeb - 1541 -Sahih
Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.