Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga



Bismillahirahmanirrahim


 Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Yaqeenan ye Quran Majid ek zariye ( rassi , seedhi ) hai jiska ek Sira Allah Subhanahu Ke hath mein aur dusra sira tumara haath main hai usay mazbuti se pakad lo (yani isko padho aur is par amal karo) kyunki aisa karne par tum kabhi bhi Gumrah aur halaq Nahi honge

Al-Silsila-As-Sahiha -920
 
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Verily, this Quran is a means (rope etc.). Its one end is in the hand of Allah and the other end is in your hands. Hold fast to it ( read it and follow it), if you do so you will never be lead astray or ruined ever again.  Al-Silsila-As-Sahiha # 920
Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga
رسول اللہ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌ نے فرمایا یقینا یہ قرآن ایك ذریعہ(رسی،سیڑھی )ہے جس كا ایك سرا اللہ كے ہاتھ میں اور دوسرا سرا تمہارے ہاتھ میں ہے۔ اسے مضبوطی سے پكڑ لو (یعنی اس کو پڑھو اور اس پر عمل کرو) كیونكہ ایسا کرنے پر تم كبھی بھی گمراہ اور ہلاك نہیں ہوگے

السلسلہ صحیحہ ٩٢٠


 Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga
रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया यकीनन ये कुरान एक जरिया (रस्सी, सीढ़ी) है जिसका एक सिरा अल्लाह सुबहानहु के हाथ में है और दूसरा सिरा तुम्हारे हाथ में है उसको मजबूती से पकड़ लो (यानी इसको पढ़ो और इस पर अमल करो) क्यूंकि ऐसा करने पर तुम कभी भी गुमराह और हलाक नहीं होंगे

सिलसिला सहीहा , 920

 Quran padhne wala aur us par amal karne wala kabhi gumrah aur halak na hoga
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Verily, this Quran is a means (rope etc.). Its one end is in the hand of Allah and the other end is in your hands. Hold fast to it ( read it and follow it), if you do so you will never be lead astray or ruined ever again.

Al-Silsila-As-Sahiha # 920


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.