Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat

Bismillahirrahmanirraheem


Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat
----------------------------
✦ Abu Umamah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jis shakhs ne har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhi to Jannat aur uske darmiyan maut ke siwa koi aur cheez rukawat nahi
(Yani maut ke baad usko Jannat naseeb hogi)
Al-Silsila-As-Sahiha Hadees – 749-Sahih
Sunan Al Kubra , 9848-sahih
Tabrani Al Kabeer, 6532-Hasan
Sahih Al Jame , 6464-Sahih


Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat
Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat
ابوامامہ باہلی رضی الله انه سے روایت ہے کی رسول اللهﷺ نے فرمایا جس شخص نے ہر فرض نماز كے بعد آیت
 الكرسی پڑھی تو موت كے علاوہ جنت اور اس كے درمیان كوئی ركاوٹ نہیں ۔
السلسلہ صحیحہ حدیث ٧٤٩-صحیح
سنن الكبرى ٩٨٤٨ صحیح
الطَّبَرَانِيُّ فِي الْكَبِيرِ ٦٥٣٢ حسن
صحيح الجامع ٦٤٦٤ صحیح
----------------------
Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat
✦ अबू उमामा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस शख्स ने हर फ़र्ज़ नमाज़ के बाद आयत अल कुर्सी पढ़ी तो जन्नत और उसके दरमियाँ मौत के सिवा कोई और चीज़ रुकावट नही (यानी मौत के बाद उसको जन्नत नसीब होगी)
अल-सिलसिला-अस-सहिहा हदीस – 749-सही
सुनन अल कुबरा , 9848-सही
तबरानी अल कबीर, 6532-हसन
सही अल जामे , 6464-सही
--------------
Har farz namaz ke baad Aayat Al kursi padhne ki fazilat
✦ It was narrated that Abu Umaamah Radi Allahu Anhu said: The Prophet ﷺ said: Whoever recites Aayat al-Kursi immediately after each prescribed prayer, there will be nothing standing between him and his entering Paradise except death.
Al-Silsila-As-Sahiha Hadees - 749-Sahih
Sunan Al Kubra , 9848-sahih
Tabrani Al Kabeer, 6532-Hasan
Sahih Al Jame , 6464-Sahih

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.