Andhere mein masjid mein jaane walon ko Mukammal noor ki khushkhabri hai



Bismillahirrahmanirrahim


Hadith: Andhere mein masjid mein jaane walon ko Mukammal noor ki khushkhabri hai *
Andhere mein masjid mein jaane walon ko Mukammal noor ki khushkhabri hai
Buraydah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Andhero mein masjid mein jane walon ko khushkhabri de do ki unke liye Qayamat ke din Mukammal noor hoga

Sunan Abu Dawud, Jild 1 , 559 –Sahih




Tashreeh : Ulmao ka kahna hai ki is hadith mein andhere se murad Isha aur fajar ke waqt ka andhera hai , yani in dono namazo ko pabandi se jamat ke saath padhne walo ko qayamat ke din noor ata kiya jayega

Daleel al-Faatiheen (3/558-559)

-------------
Andhere mein masjid mein jaane walon ko Mukammal noor ki khushkhabri hai 
حضرت بریدہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا اندھیرے میں مسجد میں جانے والوں کو خوشخبری دے دو کہ قیامت کے دن ان کے لئے مکمل نور ہوگا۔

سنن ابو داوود ، جلد ١ ، ٥٥٩-صحیح



تشریح : اس حدیث میں اندھیرے سے مراد عشاء اور فجر کے وقت کا اندھیرا ہے یعنی ان دونوں نمازوں کو پابندی سے جماعت کے ساتھ پڑھنے والوں کو قیامت کے دن نور عطا کیا جاےگا

-------------
Andhere mein masjid mein jaane walon ko Mukammal noor ki khushkhabri hai 
✦ बुरेदा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अंधेरे में मस्जिद में जाने वालों को खुशख़बरी दे दो की उनके लिए क़यामत के दिन मुकम्मल नूर होगा

सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1, 559-सही




✦ तशरिह : उलमाओं का कहना है की इस हदीस में अंधेरे से मुराद ईशा और फजर के वक़्त का अंधेरा है , यानी इन दोनो नमाज़ों को पाबंदी से जमात के साथ पढ़ने वालो के लिए ये खुशख़बरी है

दलील अल-फ़ातीहीन (3/558-559

-------
Andhere mein masjid mein jaane walon ko Mukammal noor ki khushkhabri hai 
Narrated Buraydah ibn al-Hasib Radi Allahu Anhu The Prophet peace be upon him said: Give good tidings (news) to those who walk to the Masajid in darkness for having a perfect light on the Day of Judgment

Sunan Abu Dawud, Book 2, 561-Sahih




✦ Explanation : Darkness here refers to the darkness at the time of ‘Isha’ and Fajr. This hadeeth points to virtue of walking to pray in congregation in the darkness of the night

Daleel al-Faatiheen (3/558-559)

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.