Shawwal ke Roze ki Fazilat

Bismillahirrahmanirrahim
Shawwal ke Roze ki Fazilat
Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roze ke baad 6 (rozey) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga
Shawwal ke Roze ki Fazilat
Shawwal ke Roze ki Fazilat
Abu Ayyub al-Ansari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo ramdan ke rozey rakhey aur uskey baad 6 (roze) shawwal ke bhi rakhe to usko hamesha ke rozo ka sawab hoga

Sahih Muslim, Jild 3, 2758



Shawwal ke Roze ki Fazilat
Soban Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo Eid ul Fitar ke baad 6 din roza rakhe to usko purey sal roza rakhne ka sawab milega, jo ek neki laayega usko iska 10 guna ajar milega

Sunan Ibn Majah, Jild 1 , 1715-Sahih

Note : Ulma kahte hain ki agar koi eid ke foran baad na rakh saka ho to pure shawwal mahine mein kabhi bhi ek ek karke ya ek hi saath ye 6 rozey rakhe ja sakte hain


Shawwal ke Roze ki Fazilat
ابو ایوب رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو رمضان كے روزے رکھے اور اس کے بعد 6 ( روزے ) شوال كے بھی رکھے تو اس کو ہمیشہ كے روزو کا ثواب ہو گا

صحیح مسلم ، جلد 3 ، 2758




ثوبان رضی الله انہو سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو عید الفطر كے بعد ٦ دن روزہ رکھے تو اس کو سارے سال روزہ رکھنے کا ثواب ملے گا جو اک نیکی لائیگا /اس کو اس کا ١٠ گنا اجر ملے گا

سنن ابن ماجہ ، جلد ١ حدیث ١٧١٥ - صحیح

-----------
Shawwal ke Roze ki Fazilat
अबू अय्यूब अल-अंसारी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो रमज़ान के रोज़ रखे और उसके बाद 6 ( रोज़े ) शव्वाल के भी रखे तो उसको हमेशा के रोज़ो का सवाब होगा

सही मुस्लिम, जिल्द 3, 2758



Shawwal ke Roze ki Fazilat
सोबान रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फरमाया जो ईद उल फितर के बाद 6 दिन रोज़ा रखे तो उसको पूरे साल रोज़ा रखने का सवाब मिलेगा, जो एक नेकी लाएगा उसको इसका 10 गुना अजर मिलेगा

सुनन इब्न माजा , जिल्द 1 , 1715- सही




नोट : उलमा कहते हैं की अगर कोई ईद के फॉरन बाद ये 6 रोज़े ना रख सके तो पूरे शव्वाल महीने में कभी भी एक एक करके या एक ही साथ ये 6 रोज़े रखे जा सकते हैं

-----------
Shawwal ke Roze ki Fazilat
✦ Abu Ayyub al-Ansari Radi Allahu Anhu reported that prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: He who observed the fast of Ramadan and then followed it with six (fasts) of Shawwal. it would be as if he fasted perpetually.

Sahih Muslim, Book 6, 2614



Shawwal ke Roze ki Fazilat
It was narrated from Thawban radi allahu anhu that the Messenger of Allah peace be upon him said: Whoever fasts six days after the (Eid) Fitr will have completed the year, for whoever does a good deed will have the reward of ten like it.

Sunan Ibn Majah, Book 7, 1715-Sahih



Shawwal ke Roze ki Fazilat
✦ Note : According scholars It is permitted to fast these six days separately throughout the month, or consecutively, after Eid al-Fitr.


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.