Lailatul Qadr Ki Alamat

لیلة القدر کی علامات۔

Lailatul Qadr Ki Alamat

لیلة القدر وہ رات ہے کہ جس میں چاند طشت کے ایک ٹکرے کی طرح طلوع ہوتا ہے۔ (مسلم : 2779)

لیلة القدر آسان اور معتدل رات ہوتی ہے جس میں نہ گرمی ہوتی ہے اور نہ سردی۔

اس صبح کا سورج ایسے طلوع ہوتا ہے کہ اس کی سرخی مدہم ہوتی ہے۔

(مسند بزار : 486/6،مسند طیالسی : 349 ، ابن خزیمہ
Lailatul Qadr Ki Alamat


Lailatul Qadr Ki Alamat
: لیلة القدر کے قیام کی فضیلت۔

حضرت ابو ہریرہ سے روایت ہے رسول اللہ ﷺ نے فرمایا۔

جو لیلة القدر میں ایمان اور احتساب کے ساتھ نماز میں کھڑا رہے ۔اس کے اگلے تمام گناہ معاف کر دیے جاتے ہیں۔(بخاری : 2014)

⤵️⤵️⤵️⤵️
Lailatul Qadr Ki Alamat
: لیلة القدر کی دعا۔

حضرت عاٸشہ فرماتی ہیں میں نے رسول اللہ ﷺ سے عرض کیا ۔آپ کا کیا خیال ہے کہ اگر مجھے معلوم ہو جاٸے کہ شب قدر کون سی ہے تو میں اس میں کیا کہوں۔

آپ ﷺ نے فرمایا۔تم یوں کہوں ۔۔

اللھم انک عفو کریم تحب العفو فاعف عنی۔

ترجمہ۔ اے اللہ ! تو بہت زیادہ معاف کرنے والا ہے ۔معافی کو پسند کرتا ہے ۔مجھے معاف فرما دے۔

جامع ترمذی : 3513

ابن ماجہ : 3850

⤵️⤵️⤵️⤵️⤵️

طاق راتوں میں تلاش کرنے سے مراد ہے کہ ان راتوں میں اللہ تعالی کی خوب عبادت کرنی چاہیے۔

اللہ تعالی کا ذکر کثرت سے کرنا چاہیے۔

زیادہ سے زیادہ تسبیحات پڑھنی چاہے۔

قرآن کی کثرت سے تلاوت کرنی چاہیے۔

قرآن کے کچھ حصے کو ترجمے اور تفسیر کے ساتھ سمجھ کر پڑھنے کی کوشش کریں۔

⤵️⤵️⤵️⤵️⤵️
Lailatul Qadr Ki Alamat
لیلةالقدر کیا ہے ؟

🌹ایک رات ہے جو ہزار مہینوں سے بہتر ہے۔

🌹جس میں فرشتے اپنے رب کے حکم سے اترتے ہیں ۔

🌹وہ رات جس میں روح الامین حضرت جبراٸیل علیہ السلام اترتے ہیں۔

🌹وہ رات برکتوں والی ہے۔

🌹وہ رات جو سراسر سلامتی ہے۔💫💫💫



Lailatul Qadr Ki Alamat
لیلتہ القدر کی فضیلت!

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا کہ جو کوئی شب قدر میں ایمان کے ساتھ اور حصول ثواب کی نیت سے عبادت میں کھڑا ہو اس کے تمام پچھلے گناہ بخش دیئے جائیں گے اور جس نے رمضان کے روزے ایمان کے ساتھ اور ثواب کی نیت سے رکھے اس کے اگلے تمام گناہ معاف کر دیئے جائیں گے۔

«صحیح بخاری -1901 »




Lailatul Qadr Ki Alamat

Ye wo raat hai jis mai chaand tasht k ek tukde ki tarah toolu hota hai.

( muslim: 2779 )


Lailatulqadr aasan aur mautedil raat hoti hai jis mai na garmi hoti hai na sardi.

Is subah ka suraj aise toolu hota hai k us ki surkhi madham hoti hai

(Masnad bazar:6 / 486. Masnad tayalees: 349 ibnkhazima.


Lailatul Qadr Ki Alamat

Hazrat abu hurrerah riwayat hai k aap sallam ne farmaya.
Jo lailatulqadr mai eemaan aur ehtesaab k saath namaaz mai khada rahe us ke agle tammam gunah maaf ker diye jaate hai ,(bukhari:2014)

⤵️⤵️⤵️⤵️⤵️
Lailatul Qadr Ki Alamat
LAILATULQADR ki dua.
Hazrat ayesha farmati hai mai ne aap sallam se arz kiya. Aap kya khayal hai k agar mujhe maaloom ho jaye k SHABE QADR kaun si hai tou mai is me kya kahoon.

Aap sallam ne farmaya tum yoon kaho. ALLAHUMMA INNAKA AFU UN KAREEM TUHIBBUL AFWA FAFU ANNI.

TARJUMA : aei Allah tu bahut ziyada maaf kernewala hai maafi ko pasand kerta hai. Mujhe maaf farmaa de.

Jame tirmidhi : 3513

ibn maja: 3850.

⤵️⤵️⤵️⤵️⤵️
Lailatul Qadr Ki Alamat
Taaq Raton mai talash krne se muraad hai k in raaton mai ALLAH TALA ki khoob ibaadat kerni chahiye.

ALLAH TALA Ka zikr kasrat se karna chaheye

Ziyada se ziyada tasbihaat padhni chaheye.

Quraan ki kasrat se tilawat kerni chaheye.

Quraan ke kuch hisse ko

turjume aur tafseer k saath samajh ker padhne ki koshish kare.

Lailatul Qadr Ki Alamat
LAILATULQADR kya hai ? ⤵️⤵️⤵️⤵️⤵️

🌹Ek raat hai jo hazar mahino se behter hai.

🌹Jis mai farishte apne RAB k hukm se utarte hain.

🌹Wo raat jismai ruhulameen hazrat jibraeel allahissalam uterte hai

🌹Wo raat barkato wali hai.

🌹Wo raat jis mai sarasar salaamat hai 💫💫

Lailatul Qadr Ki Alamat
🌹LAILATULQADR KI FAZILAT.

Aap sallam ne farmaya k jo koi shabeqadr mai eemaan k saath aur husoole sawaab niyat se ibaadat mai khada ho us k tamam pichle gunah bakhsh diye jayenge aur jis ne Ramzaan k roze eemaan k saath aur sawaab ki neeyat se rakhe is k agle tammam gunah maaf ker diye jayeenge.《1901.Sahi bukhari》





Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.