Aayat Al Kursi

 Bismillahirrahmanirraheem


✦: Aayat Al Kursi ghar mein padhne se Shaitan Paas bhi nahi aata

-----

✦: Abu Ayyub Al-Ansari se riwayat hai Jinnat ne unse kaha Agar  tum Aayat al kursi ko apne ghar mein padh liya karo to tumhare qareeb shaitan nahi aaega aur na hi koi aur aaega jab Sahabi ne ye baat Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko batayee to aap ne farmaya usne baat to sahih kahi lakin wo hai pakka jhuta 

---

ابو ایوب انصاری سے روایت ہے جنات (شیطان ) نے ان سے کہا میں تمہیں ایک چیز یعنی آیت الکرسی بتا رہا ہوں۔ تم اسے اپنے گھر میں پڑھ لیا کرو۔ تمہارے قریب شیطان نہ آئے گا اور نہ ہی کوئی اور آئے گا“تو انہوں نے آپ کو وہ سب کچھ بتایا جو اس نے کہا تھا۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اس نے بات تو صحیح کہی ہے، لیکن وہ ہے پکا جھوٹا

------

✦:  Narrated Abu Ayyub Ansari Radi Allahu Anhu that Jinn ( shaitan) said If you recite Ayat Al-Kursi in your home, then no Shaitan, nor any other will come near you So he went to the Prophet (ﷺ) and he  informed him about the things what jinn said, and he (Prophet ﷺ)  said: 'he told the truth even he is a continuous liar.'

Jamia Tirmazi - 2880-Sahih


✦ Aayat- al-Kursi

------------------


بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ


اللَّهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ لَا تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلَا نَوْمٌ لَّهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ

مَن ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِندَهُ إِلَّا بِإِذْنِهِ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ

وَلَا يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِّنْ عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضَ

وَلَا يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ

------------

✦ Allahu La ilaha illa huwa , Alhayyul Qayyum , 

La ta khudhuhu (Kuzuhu) sinatuw wa la naum, 

Lahu ma fissamawati wa ma fil ardh (Ard) 

man dhalladhi ( zallazi) yashfaoo, Eendahu, illa be-eznih, 

ya'alamu ma bayna aydihim wa ma khalfahum, 

wa la yuhituna beshayeem-min eelmih, illa bima shaaa, 

wasiya kursiyyuhus samawati wal ardh (ard) 

wala yaooduhu hifdhuhuma (Hizuhuma) 

wahuwal Aleeyul adheem (azeem).

✦ Al Quran Surah Al Baqara(2), Verse 255 

-----------

✦ Tarjuma Aayat Al-Kursi

ALLAH ke siwa koi ibadat ke layaq nahi,

Zinda hamesha rahne wala,

use na ungh aati hai na neend,

jo kuch Aasmano aur jo kuch zameen mein hai sab usi ka hai,

kaun hai jo uski ejazat ke bagair us sey sifarish kar sake,

jo kuch logo ke ru baru (samne) ho raha hai aur jo kuch unke peeche ho chuka hai usey sab malum hai

aur wo uske malumat mein se kisi cheez par dastaras hasil nahi kar sakte magar jitna ke wo chahe,

uski baadshahi Aasman aur zameen sab par hawi hai

aur use unki hifazat kuch bhi dushwar nahi

wo bada Aali rutba aur Jaleel ul Qadr hai

Al Quran Surah Al Baqara(2), Verse 255 

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.